Showing posts with label Lyrics. Show all posts
Showing posts with label Lyrics. Show all posts

Sunday, 18 December 2011

Let It Be - Desi Boyz Lyrics

Desi Boyz





Let It Be  
Music Director : Pritam
Singer : Shaan







Let it be, let it be ab jaane de
Ro liya aye zara muskurane de
Itna toh haq banta hai mujhe ik chance toh de de zindagi
Ghalatiyon wali list mitane de
Story mein ek twist toh aane de
Itna toh haq banta hai mujhe ik chance toh de de zindagi

Meri majbooriyon ki hai tujhko kasam (tujhko kasam)
Chhod bhi de yeh naraazgi
Apno se kab tak yahaan koi rootha hai
Kya sahi kya nahin yeh sikha de na
Bhoole hum raste pe toh aane de
Itna toh haq banta hai mujhe ik chance toh de de zindagi

Let it be, let it be ab jaane de
Ro liya aye zara muskurane de
Itna toh haq banta hai mujhe ik chance toh de de zindagi

Fursat ki eento se khushiyon ke chheento se
Duniya humaari banaaunga sajaunga hai yeh vaada mera
Sapno se sach ki jo doori hai woh tay karunga
Main kaise magar hai yeh safar aadha mera aadha tera
Tu jo meri ore aadha kadam bhi chale (kadam bhi chale)
Main toh unchi neechi sadko pe chal ke
Saaton samandar ki doori mitaaunga

Roothi hai jab tak, main na jaaunga
Tere dar par hi raat bitaaunga
Itna toh haq banta hai mujhe ik chance toh de de zindagi

Teri raahon mein hoon khada
Toota, haara, tanha pada
Maana maine ki bhool hai
Lekin tera dil hai bada
Tere dil ke kisi kone mein hi sahi (mein hi sahi)
Mujhe zara si jagah bhi mil jaaye toh
Main uss mein hi apni jannat saja lunga
Kaano ko kheench ke do laga ke
Nasamajh ko zara samjha de na
Itna toh haq banta hai mujhe ik chance toh de de zindagi

Let it be, let it be ab jaane de
Ro liya aye zara muskurane de
Itna toh haq banta hai mujhe ik chance toh de de zindagi
Na na na ..
Itna toh haq banta hai mujhe ik chance toh de de zindagi
Na na na ..
Itna toh haq banta hai mujhe ik chance toh de de zindagi

Tum Ho Mere - Rockstar Lyrics

Rockstar






Tum Ho Mere 
Music Director : A. R. Rahman
Singer : Mohit Chauhan & Suzanne D Mello






Tum Ho

Tum ho Aas Mere ,Saath Mere
Ho tum Ho
Jitna Mahsoos Karun Tumko Utna bhi Pa Lun tumko

Tum Ho mere liye Mere Liye ho tum yun
Khud ko main haar gaya tumko
Tumko mein jeeta hoon

Kahin se kahin ko bhi
Aaoge Maza Chale

Pooche bina kisi se Hum mile
Bandishe na rahi
O

tum ho

Tum ho aas meere saath mere
Ho tum Ho
Jitna Mahsoos Karun Tumko Utna bhi Pa Lun tumko

Kis tarah cheene ga
Mujhse yeh jahan tumhein
Tum bui ho phir kya fikar ab humein

Tum Ho mere liye Mere Liye ho tum yun
Khud ko main haar gaya tumko
Tumko mein jeeta hoon

Tum Ho.

Bhare Naina - Ra.One Lyrics

Ra.One





Bhare Naina 
Music Director : Vishal - Shekhar
Singer : Nandini Shrikar, Vishal Dadlani, Shekhar Ravjiani






Kyun, na bole mose mohan
Kyun, hai roothe roothe mohan yun
Kaise manaun haye kaise manaun
Kyun, na bole mose mohan
Kyun, hai roothe roothe mohan yun
Kaise manaun haye kaise manaun

Unn bin kate na raina
Unn bin aave na ik pal chaina
Unn bin jiyun to kaise main jiyun haye

Bahe naina bhare more naina, jhare more naina
Mohe naina sune nahin kehna, bahe more naina
Bahe naina bhare more naina, jhare more naina
Mohe naina sune nahin kehna, bahe more naina

When you go when you leave then you take a little piece of me
There's a hole in my soul coz you take a little piece of me

Haan naino ke dwaare, aane ke vaade
Baandhe aise bolo kaahe
Chaukhat pe dil ki, aahat rakhi hai
Taako pe hai tohre saaye
Unn bin unhe manaaye
Unn bin kabhi jo unko rijhaaye
Unn bin chale hai mora yeh jiya haye

Bahe naina bhare more naina, jhare more naina
Mohe naina sune nahin kehna, bahe more naina
Bahe naina bhare more naina, jhare more naina
Mohe naina sune nahin kehna, bahe more naina

Haan komal badi hai, saasan ki dori
Roothe se bhi toot jaaye
Baavan tarah se, jee ko manaaya
Khoje arjun tohri raahein

Unn bin unhe na paayun
Unn bin unhe main karva lagaun
Unn bin unhe na mora jee lagey haye

Bahe naina bhare more naina, jhare more naina
Mohe naina sune nahin kehna, bahe more naina
Bahe naina bhare more naina, jhare more naina
Mohe naina sune nahin kehna, bahe more naina
Bahe naina bhare more naina, jhare more naina
Mohe naina sune nahin kehna, bahe more naina
Bahe naina bhare more naina, jhare more naina
Mohe naina sune nahin kehna, bahe more naina

Jazzba - Ladies vs Ricky Behl Lyrics

Ladies vs Ricky Behl






Jazzba  
Music Director : Salim Merchant,Sulaiman Merchant
Singer : Shilpa Rao









Jazba aaaa

Kaante rehne de gulaab tod le
Neendho ki tehniyo se khwab tod le
Ho…

Kaante rehne de gulaab tod lw
Neendho ki tehniyo se khwab tod le
Khwaisho ki hai kahaniya badi
Chun le kahani kitaab joda le
Bheegi hai zindagi thu
Padle dil ka ishara
Saara badal de nazaraa

Jazba aaaaJa gale tu ja gale jazba
Ja gale tu ja gale jazba
Ja gale tu ja gale jazba
Ja gale tu ja gale jazba
Ja gale tu ja gale jazba

Zara sa zara sa ja gale jazba
Zara sa zara sa ja gale jazba

Thap thapa tu zara
Iski iraadon ki tu sustiya chhuda le
Dabdaba hai tera
Raahto ki mushkilon se kushtiya lada le
Jho hona so hoga, hone de na gabhrana
Thu apni koshish mein kanjoosi na karna jana
Kismat ke lehro pe aa raha
Le ke nikhal tu shikara
Chamkega tera bhi sitara

Ja gale tu ja gale jazba
Ja gale tu ja gale jazba
Ja gale tu ja gale jazba
Ja gale tu ja gale jazba
Ja gale tu ja gale jazba

Subah Hone Na De - Desi Boyz Lyrics

Desi Boyz




Subah Hone Na De 
Music Director : Pritam
Singer : Mika Singh, Shefali Alvares







Humko kehte superman
On Kar Lo Handy Cam
From AM To PM
Bandey At your Service Mam

Tenu mein love karda
Bematlab karda
Bahon mein aa soniye
Bas aaj Raat Ke Liye
Saadi to busy hai Ada
Saade te ho jani fida

Baahon mein aa soniye
Bas aaj Raat Ke Liye

Subah hone na de
Saath khone na de
Ek dusre ko hum sone na de

Tu mera Hero
oo o o o

Tu mera hero

O oo O

Subah hone na de
Saath khone na de
Ek dusre ko sone na de

Main tera Hero
oo o o o

Main Tera hero
haan hero haan hero
O oo O

Main Tera hero

Lets go

O o oo oo ha

Oye menu tu Hot Lagdi
Lakhan da note lagdi
Mauka mila hai abhi
Hoga na phir yeh kabhi

Sanu tu touch kar le
Mazza too much kar le

Baahon mein aa soniye
Bas aaj Raat Ke Liye

Subah hone na de
Saath khone na de
Ek dusre ko hum sone na de

Tu mera Hero
oo o o o

Tu mera hero

O oo O

Subah hone na de
Saath khone na de
Ek dusre ko hum sone na de

Tu mera Hero
oo o o o

Tu mera hero

O oo O
Main tera hero
Sun lo zara amiron
Banda mein rab da
Main frnd sab da
Dekhe duniya ke kone
Bas Hum dono hi so le
Kudiyon pe apne Charche
Hum Pe Karti hai Kharche

Life mein aisa dhoya
Mein chand pe ja ke soya
Suraj se mein yeh bola
Yeh bola bola
Subah hone na de

Subah hone na de
Saath khone na de
Ek dusre ko hum sone na de

Tu mera Hero
oo o o o

Tu mera hero

O O O

Subah hone na de
Saath khone na de
Ek dusre ko sone na de

Main tera Hero
oo o o o

Main Tera hero
haan hero haan hero
O oo O

Main Tera hero
: O o O O ; o O : O

Mera Hero MEra Hero O O O

Humko kehte superman
On Kar Lo Handy Cam
From AM To PM
Bandey At your Service Mam

Ishq Sufiyana - The Dirty Picture Lyrics

The Dirty Picture




Ishq Sufiyana  
Music Director : Vishal-Shekhar
Singer : Kamal Khan







Rab ki qawali
Hai ishq koi
Dil ki Diwali
Hai ishq koi
Mehki si pyaali
Hai ishq koi
Subah ki laali
Hai ishq..

Girta sa jharna
Hai ishq koi
Uthta sa kalmaa
Hai ishq koi
Saanson mein liptaa
Hai ishq koi
Aankhon mein dikhta
Hai ishq..

Mere dil ko
Tu jaan se juda kar de
Yoon bas tu..
Mujhko fanaa kar de
Mera haal tu
Meri chaal tu
Bas kar de aashiqana

Tere waaste..
Mera ishq sufiyana
Mera ishq sufiyana
Mera ishq sufiyana

Tere waaste..
Mera ishq sufiyana
Mera ishq sufiyana
Mera ishq sufiyana

Rab ki qawali
Hai ishq koi
Dil ki Diwali
Hai ishq koi
Mehki si pyaali
Hai ishq koi
Subah ki laali
Hai ishq..

Ishq..
Ishq..
Ishq..
Ishq..
Ishq..
Ishq..
Ishq..
Ishq..
Ishq..
Ishq..
Ishq..
Ishq..
Ishq..
Ishq..

Sochoon tujhe
Toh hai subah
Sochoon tujhe
Toh shaam hai
Ho..
Manzilon pe
Ab toh meri..
Ek hi tera naam hai

Tere aag mein hi jalke
Koyale se hira banke
Khwaabon se aage chalke
Hai tujhe batana

Tere waaste..
Mera ishq sufiyana
Mera ishq sufiyana
Mera ishq sufiyana

Tere waaste..
Mera ishq sufiyana
Mera ishq sufiyana
Mera ishq sufiyana

Saath saath chalte chalte
Haath choot jayenge
Aisi raahon mein milo naa
Baatein baatein karte karte
Raat kat jaayegi
Aisi raaton mein milo naa

Kya hum hain
kya Rab hai
Jahaan tu hai
Wahin sab hai
Tere lab mile
Mere lab khile
Ab door kya hai jaana

Tere waaste
Mera ishq sufiyana
Mera ishq sufiyana
Mera ishq sufiyana

Tere waaste
Mera ishq sufiyana
Mera ishq sufiyana
Mera ishq sufiyana

Rab ki qawali
Hai ishq koi
Dil ki Diwali
Hai ishq koi
Mehki si pyaali
Hai ishq koi
Subah ki laali
Hai ishq..

Mere dil ko
Tu jaan se juda kar de
Yoon bas tu..
Mujhko fanaa kar de
Mera haal tu
Meri chaal tu
Bas kar de aashiqana

Tere waaste
Mera ishq sufiyana
Mera ishq sufiyana
Mera ishq sufiyana

Tere waaste
Mera ishq sufiyana
Mera ishq sufiyana
Mera ishq sufiyana..

Make Some Noise For The Desi Boyz - Desi Boyz Lyrics

Desi Boyz






Make Some Noise For The Desi Boyz 
Music Director : Pritam
Singer : Bob, K K










Make some noise for the desi boyz
The boyz the boyz

Let's go come on

Kudiyan de dil utte rule karange
Yehi bazaaran vich phaili hai hawa
Todange Romeo de love da record vi
Likhange ishqe da paath nawa
Hum yaaron bigde hain dil apna hai shareef bada

Make some noise for the desi boyz
One two three Go
English thumke dil ki rhythm pe
Maare jam jam ke desi boyz
Sohne mohne bannke chhaati dole tann ke
Naache jam jam ke desi boyz
English thumke dil ki rhythm pe
Maare jam jam ke desi boyz
Sohne mohne bannke chhaati dole tann ke
Naache jam jam ke desi boyz

Ho hum toh yaaron henge pyaar de
Vyapaari soniya maange saade ghar da pata
Kehnde hai Lady Gaga fan hamari usse kaho kade mil ja zara
Oh kudiyon ko khush rakhna apna toh hai asool sada
Make some noise for the desi boyz
Un dos tres go
English thumke dil ki rhythm pe
Maare jam jam ke desi boyz
Sohne mohne bannke chhaati dole tann ke
Naache jam jam ke desi boyz

Jisko kehte hain badmashi kar lete hain achhi khaasi
Apni toh hai zimmedari jahaan bhi dekhi kudi kawari
Usko ghar tak chhodne jaana aadhi raat ko laut ke aana
Balle ni aaja thalle
Hum kudiyon ki hain kamzori hum pe khali kare tijori
Apne peeche maara maari karti hai yeh duniya saari
Hum mein dekhi hai kya khoobi aaja inn se poochh le tu bhi
Balle ni aaja thalle
Hum yaaron bigde hain dil apna hai shareef bada
Make some noise for the desi boyz
One two three sing it
English thumke dil ki rhythm pe
Maare jam jam ke desi boyz
Sohne mohne bannke chhaati dole tann ke
Naache jam jam ke desi boyz
Duniya ke kone dekhe aune paune
Sabse hai sohne desi boyz
Raise your voice make some noise
Tere liye aaye desi boyz...

Saadda Haq - Rockstar Lyrics

Rockstar






Saadda Haq 
Music Director : A. R. Rahman
Singer : Mohit Chauhan









Tum logoki is duniya main
Har kadam pai insaan galat
Main sahi samaj kar jo bhi kahoon
Tum kahte ho galat
Main galat hoon toh (phir kaun sahi) x2

Marzi se jeene ki bhi main
kya tum sabko arzi doon
Matlab ki din sabka mujhpe
Mujhse bhi zyada haq ha

(SAADDA HAQ ATHE RAQ) x6
Na na nana nnana
Na na nana
Na na nana

HEY,
In gadaro main udharo main
Tum mere jeene ki adat ka
Kyun ghot rahe dum
Besaliqa main uss galli ka main
Na jisme ha haya, Na jisme sharam

Mann bole ke rashmain geene ka
Hathjana duniya dushman
Sab begana inhe aag lagana
(Mann Bole) x2
Mann se geena ya marzana

(SAADDA HAQ ATHE RAQ) x6
Na na nana nnana
Na na nana
Na na nana

O Eco friendly
Nature ke rakshak
Main bhi hoon nature
Rewazon se
Samajon se
Kyun…….ooooye.
Tu kaate mujhe
Kyun baate mujhe
Iss tarah.. (Ho ha.)

Kyun sach ka sabak sikhaye
Jab sach sun bhi na paye
Sach koi bole toh tu
Niyam kanoon bataye
Tera darr..
Tera pyar..
Teri wah..
Tu hi rakh
Rakh, saali
(SAADDA HAQ ATHE RAQ) x6

Ooh La La - The Dirty Picture Lyrics

The Dirty Picture





Ooh La La 
Music Director : Vishal-Shekhar
Singer : Bappi Lahiri & Shreya Ghoshal









Ahhaa
Oho o
Oho o
Oho o
Oho o
Oho o
Oho o
Oho o
Oho o

Sss..
Chutki joh
Tune kati hai
Chori se kati hai
Yahan wahan..
Roothi hoon
Main tujhse ruthi hoon
Mujhe mana le na
O jane jaan

Chedenge..
Hum tujhko
Ladki tu hai
Badi bombaard
Aha aha aha aha

Ooh la la
Ooh la la
Ooh la la
Ooh la la
Tu hai meri fantasy..

Choo na na
Choo na na
Choo na na
Choo na na
Ab main jawan ho gayi..

Arey arey arey
Ooh la la…
Ooh la la…
Tu hai meri fantasy..

Han choo na na
Choo na na
Ab main jawan ho gayi

Ahhaa
Ahhaa
Ahhaa
Ahhaa

Haa..
Chuaa joh
Tune toh
Dil ne maari seeti

De de in gaalon pe
Ek pappi
Meethi meethi

Ho chuaa joh
Tune toh
Dil ne maari seeti

De de de de in galon pe
Ek pappi
Meethi meethi

Yauwan tera
Sawan bhara
Bheeg gaya
Dil yeh mera..

Aaha tune hi
Barsaat karayi
Kya kare
Yeh yauwan
Bechara bechara bechara

Ooh la la
Ooh la la
Tu hai meri fantasy..
Hey hey

Na na na na
Choo na na
Choo na na
Ab main jawan ho gayi..

Ahhaa
Ahhaa
Ahhaa
Ahhaa
Uui maa

Ahhaa
Ahhaa
Ahhaa
Ahhaa
Uui maa

Giraake apna pallu
Baar baar
Kar deti ho humko
Bekarar

Giraake apna pallu
Baar baar
Kar deti ho humko
Bekarar

Aag lagai
Tune tann mein
Kya kare yeh
Pallu bechara
Bechara..
Bechara..

Chedenge..
Hum tujhko
Ladki tu hai
Badi bombaard

Offoh..
Ooh la la
Chodo na
Ooh la la
Ahan
Tu hai meri fantasy..

Choo na na
Choo na na
Ab main jawan ho gayi..

Hey hey hey hey

Ooh la la
Ooh la la
Tu hai meri fantasy.

Ho ho
Choo na na
Choo na na
Ab main jawan ho gayi..

Aaha

Kun Fayakun - Rockstar Lyrics

Rockstar



Kun Fayakun Music Director : A. R. Rahman
Singer : A. R. Rahman, Javed Ali, Mohit Chauhan








 Ya Nizamuddin Auliya, Ya Nizamuddin Salqa

Kadam Badhaa Le, Hadon Ko Mitaa Le,
Aaja Khaali Pan Mein Pee Ka Ghar Tera,
Tere Bin Khaali Aaja, Khali Pan Mein
Tere Bin Khaali Aaja, Khali Pan Mein

Oooooo. Oooooo.
Oooooo. Oooooo.
Oooooo.

Rangreza
Rangreza
Rangrezaa
Ho Rang-rezaaaa.

Kun Faya Kun
Kun Faya Kun
Faya Kun,
Faya Kun, Faya Kun, Faya Kun

Kun Faya Kun
Kun Faya Kun
Faya Kun,
Faya Kun, Faya Kun, Faya Kun

Jab Kahin Pe Kuch Nahi
Bhi Nahi Tha
Wahi Tha Wahi Tha
Wahi Tha Wahi Tha

Jab Kahin Pe Kuch Nahi
Bhi Nahi Tha
Wahi Tha Wahi Tha
Wahi Tha Wahi Tha

Woh Jo Mujh Mein Samaya
Woh Jo Tujh Mein Samaya
Maula Wahi Wahi Maaya

Woh Jo Mujh Mein Samaya
Woh Jo Tujh Mein Samaya
Maula Wahi Wahi Maaya

Kun Faya Kun
Kun Faya Kun
SadaqAllahul-alliyul-Azeem

Rangreza Rang Mera Tan Mera Mann,
Le Le Rangaayi Chaahe Tan Chaahe Mann,
Rangreza Rang Mera Tan Mera Mann,
Le Le Rangaayi Chaahe Tan Chaahe Mann,

Sajra Savera Mere Tan Barse
Kajra Andhera Teri Jalti Lau

Sajra Savera Mere Tan Barse
Kajra Andhera Teri Jalti Lau
Katra Mila Jo Tere Dar Par Se
O Maula
Maula. Aaa

Kun Faya Kun
Kun Faya Kun
Kun Faya Kun
Kun Faya Kun

Kun Faya Kun
Kun Faya Kun
Faya Kun,
Faya Kun, Faya Kun, Faya Kun

Kun Faya Kun
Kun Faya Kun
Faya Kun,
Faya Kun, Faya Kun, Faya Kun

Jab Kahin Pe Kuch Nahi
Bhi Nahi Tha
Wahi Tha Wahi Tha
Wahi Tha Wahi Tha

Jab Kahin Pe Kuch Nahi
Bhi Nahi Tha
Wahi Tha Wahi Tha
Wahi Tha Wahi Tha

Kun Faya Kun
Kun Faya Kun
SadaqAllahul-alliyul-Azeem
Sadaqa Rasulu-hun nabi-yun-kareem

Sallallaahu Alayhi Wasallam, Sallallaahu Alayhi Wasallam

O Mujhpe Karam Sarkar Tera
Araz Tujhe, Karde Mujhe, Mujhse Hi Riha
Ab Mujhko Bhi Ho, Deedaar Mera
Karde Mujhe, Mujhse Hi Riha
Mujhse Hi Rihaaaaaaaa

Mann Ke Mere Ye Bharam,
Kachche Mere Ye Karam
Leke Chale Hai Kahaan,
Main Toh Jaanoon Hi Na

Tu Hai Mujhmein Samaya,
Kahaan Leke Mujhe Aaya,
Main Hoon Tujhmein Samaya,
Tere Peeche Chala Aaya,
Tera Hi Main Ek Saaya,
Tune Mujhko Banaya,
Main Toh Jag Ko Na Bhaaya,
Tune Gale Se Lagaya
Ab Tu Hi Hai Khudaya,
Sach Tu Hi Hai Khudaya

Kun Faya Kun
Kun Faya Kun
Faya Kun,
Faya Kun, Faya Kun, Faya Kun

Kun Faya Kun
Kun Faya Kun
Faya Kun,
Faya Kun, Faya Kun, Faya Kun

Jab Kahin Pe Kuch Nahi
Bhi Nahi Tha
Wahi Tha Wahi Tha
Wahi Tha Wahi Tha

Jab Kahin Pe Kuch Nahi
Bhi Nahi Tha
Wahi Tha Wahi Tha
Wahi Tha Wahi Tha

Kun Faya Kun
Kun Faya Kun

SadaqAllahul-alliyul-Azeem
Sadaqa Rasulu-hun nabi-yun-kareem

Sallallaahu Alayhi Wasallam, Sallallaahu Alayhi Wasallam